Kabhi kabhi mere mann Mein yeh khayal aata hain ki kaise mujhe tum mil gaye ??
And kaise aur kyu mujhe teri itni aadat hogayi hain?
Ek waqt tha jab khush the hum akele hi, abb bas tere saath rehne ki tamannah hoti hain iss dil mein.
Yeh toh sach hi hain ki Dil toh pagsl Dil Deewana hain;
Bas ratt lagaye baithaa hain apne saawre ki.
Par yeh bechara bhi kya kare Hogaya hain isko toh pyaar sajna;
Darr lagta hain kabhi kabhi ..
Kya itna attachment sahi hain apne sawre se..
Par dil ka kya ..karu..
Yeh dil tera hain deewana ..tere bin maane na..
Mein prem ki deewani hoon...banni piya tore aawan ki aaas mein..
Mujhko toh rehna hain dil mein tere...rehna hain tere saath..abb bas yeh judaai sahi na jaye.
Picture from: @dshreeart Instagram page